Sad Status Hindi Very Heart Touching Deep Meaning sad status With images and Shayari|Emotional Sad Feeling For Boys Girls Sad hindi Status Also Enjoy sad shayari and many more sad lines
Hindi Sad Status
Kitab-E-Ishq Padh Rhe The.
Mera B Nam Usme Juda Mila.
Maine apne Nam Ka Panna Khola.
Kismat Dekho Wahi Panna FATA Hua mila... :(
Ankho se dard ko chalakne na dena..
Hume apne Dil se door hone na dena ..
Hamari Zindagi to andhero me kho gayi hai..
Apni Zindagi ko gumnaam hone na dena...
Saans tham jati hai par jaan nahi jati hai
Dard hota hai par aawaz nahi aati hai
Ajeeb log hote hain ZAMANE mein
Koi bhool nahi pata hai kisi ko yaad nahi aati hai...
Beshaq Naaz Karta Hoon
Mere Apno aur Doston Par...
K Kitna Pyar Bhara Hai
Inke Dilon Mein..
Lekin.. Ek din Meri Hi Maut Par
aa Kar sab Kahenge -
'Kitni Der Aur Hai
"LE JAANE MEI
Gum mein ansuo se aankhein na bhigona..
Koi ho juda to bilkul na rona ..
Bharosa karna jane wale pe
vo khud bhi royega aur tumhe bhi rulayega..
Agar pyar kiya hai usne tumse dil se
to ek din laut ke wapis ayega...
Kisi din is dunia se bida le jayenge
Hamari maut par dil walo ke dil dehal jayenge
Na roega wo jisne #Bewafai ki hogi,,,
Warna har ankh se ansu to nikal jayega....
Mujhe uske pehlu mein ashiana na mila
Uski zulfo ki chao mein ashiana na mila
aakhir usne mujhe keh hi diya bewafa
Jab mujhe bhulane ka koi bahana na mila...
Dusro ke gum yun hi samajh nahi aate kisi ko apnana padta hai
Kisi ki ankhon me chupna aur khud ko kho jana padta hai
Ye duniya pyar ko samajh nahi pati ki pyar hota kya hai
Pyar karne wale ek dusre ko alag karte nahi par hona padta hai...
Nafrten Lakh Mili Koi Mohabbat Na Mili,
Zindagi Beet Gai Par Rahat Na Mili,
Teri Mehfil Me Har Shakhs Ko Hansta Dekha,
Ek Hum The Jinhe Hansne Ki Izajat Na Mili....
Bewajah unpe aitbar karte hain
hum unse jaan se bhi jiada pyar karte hain
Hum jante hain k wo bewafa hain bewafai jarur karenge
Fir bhi har pal unka intzaar karte hain...
Gum kitna bhi ho aankhein nam nahi karte
Maut to roz aati hai par jane kyon nahi marte
Ye socha hai k sare gam apne Dil me chupa lunga
Gum ho kitna bhi par hum us'se kabhi nahi darte...
Tum #Khafa Ho Gaye
To Koi #Khushi Na Rahegi,,,
Tere Bina Chiragon Mein
#Roshni Na Rahegi....
Kya Kahe Kya Guzregi Dil Par,,,
Zinda To Rahenge
Par #Zindagi Na Rahegi..... !!!
Aankh uski chalke to rona hume aata hai,
Tum pyar doge nahi to kya
pana hame bhi ata hai
Ji ni sakte door hoke unse
Par aise hi keh dete hain k tum bhool gaye to kya
bhulana hame b aata hai...
Na muskurane ko jee chahta hai,
Na aansoo bahane ko jee chahta hai,
Likhu to kya likhu teri yaad mein,
Bass tere paas laut k aane ko jee chahta hai....
Kabhi Hum Tute To Kabhi Khwaab Tute,
Na Jane Kitne Tukdo Mein Armaan Tute...
Har Tukda Aaina Hai #Zindagi Ka,
Har Aaine Ke Saath Laakhon Jazbaat Tute!!!
Chahat Hai Mout Ki Jo Paas Nai Aati,
Tamanna Hai Jis Khushi Ki Wo Raas Nai Aati,
Udas Ho Gayi Hai #Zindagi Rote Rote,
Kuch Yaadein Hai Jo Tadpane Se Baaz Nai Aati...
Dard Bahut Hua Dil Ke Toot Jane Se,
Kuch Na Mila Uske Liye Aansu Bahane Se,
Wo Jante The Wajah Mere Roothne Ki,,,
Fir Bhi Baaz Na Aaye Mujhko Aazmane Se!
Har Roz Koi #Khawab Toot Jaata Hai,
Har Roz Koi Apna Rooth Jaata Hai,
Na Jaane Meri #Kismat Mein Kya Hai..
Jise Main Yaad Karu Wohi Mujhe Bhool Jata Hai..!!!
Tum Gaye To Har Khushi Chali Gayi.
Tumhare Bina Chirago Me Roshni Chali Gayi.
Kya Kahu Kya Gujra Hai Is Dil Par.
Ham Zinda Reh Gaye,
Par Hamari Zindagi Chali Gayi