All Hindi Status Categories and Punjabi Status DAILY Updated In ALL Languages
Banta- to isme prob kya hai?
Santa-pata nhi papa mujhe le jaynge ya nhi
Share On Whatsapp
Santa को मुग़लो ने पकड़ लिया, और उसे अकबर के पास ले गए…
अकबर: इसको बंदी बना दिया जाई….
Santa : नही नही जाह्ंपनाह!!!!
रहम!! मुझे बंदा ही रहने दो…
Share On Whatsapp
santa aur banta k bich mai fight ho rahi thi
banta:- saale mai tere kapde phaad k tujhe naanga kar doonga
santa:- dekh serious ladai mai romantic baat mat kar
Share On Whatsapp
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
Share On Whatsapp
SANTA:Lalaji dettol soap hai,
Lala:ha,
santa:acha vala hai,
Lala:ha,
Santa: achi quality ka hai,
Lala:ha bhai ha,
Santa: thik hai hath dhokr 1kg aata do..
Share On Whatsapp
Jaj: Suna hai pichale 10 saal se tmne apni biwi ko dara dhamka k rakha hai.
Santa : Par Janab
Jaj : Safai ki jarurat nahi bas itna batao ye tumne kiya kaise
Share On Whatsapp
Santa Ko Beta Hua. Use Jyotish Ke Pass Le Gaye
Jyotish:Ye Jiska Naam Pehle Bolega Wo mar Jyega
Baccha Bola "PAPA" Aur Dusre Din Padosi Mar Gya
Share On Whatsapp
Sasur (Damad se): Beta kal tumhare sale ke liye Ladki
dekhne jana hai, tum kal a jayo!
Damad: Sasur Ji, aap apne hisab se dekh lo,
yaha to mera khud ka Decision galat huya pada hai!
Share On Whatsapp
Train Chali, Santa 1 Dibbe Mai Char Gaye..
TT Bola: Kyun Paa Ji, Nazar Nhe Aate, Ye Ladies Ka
Dibba Hai.
Santa Ji: Sorry Ji, Mere Ko Laga Aap Mard Ho.
Share On Whatsapp
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai.
Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai..
Share On Whatsapp
Apna Banta Pehli Baar Ek 5 Star Hotel Mein Gaya. Jhijhakte Hue Usne Chai Ka Order De Diya.
Kuch Hi Minutes Mein Ek Well Dressed Aur Smart Sa Waiter Ek Kettle Mein Garam Pani, Ek Kettle Mein Garam Doodh, Kuch Chai Patti Ke Pouch Aur Kuch Sugar Cubes De Gaya.
Banta Ne Yahan Wahan Dekh Kar, Jaise Taise Chai Banai Aur Pee Lee.
Thodi Der Baad Waiter Phir Se Aata Hai Aur Banta Se Puchta Hai: Sir, Kuch Aur Lenge Aap ?
Banta Bade Hi Dissappointed Se Lahaje Mein Bolta Hai: Yaar Ichcha Toh Biryani Khaane Ki Thi But Rehne Do.. Mujhe Banani Nahin Aati Aur Time Bhi Kaafi Lag Jayega..
Share On Whatsapp
Santa ki chatri me hole tha, kisine pucha, umbrella mai hole kyu?
Santa bola: Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
Share On Whatsapp
Santa Ek Baraf Ka Tukda Utha Kar Use Gaur Se Dekh Raha Tha.
Banta- Kya Dekh Rahe He??
Santa- Dekh Raha Hu Ye Leak Kaha Se Ho Raha He
Share On Whatsapp
Santa pe bijli ka taar gir gaya.
Santa tarap tarap k marne hi wala tha ki use yaad aya ki bijli to 2 din se band hai....
Share On Whatsapp
Santa apne bete ko cycle par baitha kar
rulaye ja raha tha.
Kisi ne pucha tumhara beta kyo ro raha h.
santa ne kaha CYCLE me ghanti nahi hai.
Share On Whatsapp
Santa: Meri Biwi Mujhe Chhod Ke
Chali Gayi..
Banta: Tu Uska Khayal Nahi Rakhta
Hoga.?
.
.
Santa: Arre Yaar,
Sagi Behan Ki Tarah Rakhta Tha
Share On Whatsapp
Ek baar santa ko koi 8th floor par bulata hai. Jb vo vaha jata hai to flat ke samne likha rehta hai "Santa April Fool" to
Santa likhta hai "Mai to yahan pr aya hi nhi tha.'
Share On Whatsapp
santa 2 doctor-apne kaha tha ki subah khelne se sehat thik rehti hai pr muje to koi fark nai pada?
doctor-konsa game khelteho?
santa-mobile mai snake wala
Share On Whatsapp
Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai
Share On Whatsapp
santa;mujhe us ladki se bachao
banta:kyo?
santa:jabse maine kaha dil cheer k dekh tera hi naam hoga sali chaku leke piche pad gyi hai
Share On Whatsapp
Banta Cigratte pe 2 metre pipe laga kr pe raha tha.
Santa : Tu pipe laga kar cig Q pe raha hai
Banta : Doctor ne kaha, Cig-Bidi se dur rehna.
Share On Whatsapp
Santa pe bijli ka taar gir gaya.
Santa tarap tarap k marne hi wala tha ki use yaad aya ki bijli to 2 din se band hai...
Share On Whatsapp
santa=mere padosi ka bacha gum ho gaya
banta=fir kya kiya?
santa=maine kaha google pe search karlo, mil jaye to download kr lena.
Share On Whatsapp
Santa ki chatri me hole tha, kisine pucha, umbrella mai hole kyu?
Santa bola: Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
Share On Whatsapp
Banta: Pareshan lag rahe ho.
Santa: Yaar baap ban ne wala hu.
Banta: Yeh to khushi ki baat hai.
Santa: Lekin biwi ko nhi pata
Share On Whatsapp
Santa Interview dene gaya...
Boss-tum kitne bhai-bahan ho?
Santa-5
Boss-unme se tumhara no kon sa hai
Santa- Airtel
Share On Whatsapp
Jailor: Tumhe kal subah 5 baje phasi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha!
Jailor: Kyon has rahe ho?
Sardar: Mai to uthta hi subha 9 baje hu!
Share On Whatsapp
Very funny girlfriend boyfriend jokes 2016-
Girlfriend- Mat karo kisi baat ke liye ettna jor
nahi to boyfriend bana lungi koi aur dungi tumko chor...
Boyfriend- Sweety mene tere credit card par le liya 25,00000 loan
Tu maat jana mughe chhorkar tere siva mera hai koon
Boyfriend rocked Girlfriend shocked...
Share On Whatsapp
New Boss-employee jokes-
Employee-Hello Boss mughe terrorist ne pakad liya hai
dono hath kaat diye, 1 aakh phor de, kidney nikal liya
Boss-dekh le ho sake to aa ja yaar aaj Audit hai....
Share On Whatsapp
Teacher: Who Is Terrorist..?
.
Santa: Terrorist Is A Tourist
Who Comes From Other Country,
To Celebrate Diwali In Our Country
Share On Whatsapp
