Enjoy Unlimited Quotes status In Hindi And Share With Freinds on Whatsapp Thanks For Visting in Life Quotes

Hindi Quotes
Quotes In Hindi

Waqt Guzar Gaya Hai Tumhe Khone Ke Baad
Dill Sambhal Gaya Hai Aaj Rone K Baad
Kaise Kahu Aaj Tumhe Wo Bat..
Jo Tha Tumhare Jane K Bad

Share On Whatsapp

Nigahon Se Khinchi Hai Tasveer Maine.
Zara Apni Tasveer Aakar To Dekho
Tumhi Ho In Ankhon Me Tumko Dikhau
Kabhi In Ankhon Se Ankhen Mila Kar To Dekho..!

Share On Whatsapp

Pyar Kiya To Badnam Ho Gaye
Charcha Hamara Sar E Aam Ho Gaye.
Zaalim Ne Dil Bhi Usi Waqt Toda
Jab Hum Uske Pyar Ke Gulaam Ho Gaye..!

Share On Whatsapp

Teri Aadaon Ka Mere Pas Koi Jawab Nahi
Ab Meri Ankhon Me Tere Siva Koi Khwaab Nahi.
Tum Mat Pucho Kitni Mohabbat Hai Tumse
Itna Hi Jan Lo Meri Mohabbat Ka Koi Hisab Nahi..!

Share On Whatsapp

🗿_जिनके दामन मैं दौलत नहीं गम होते हैं
☝उन 🚶मुसाफिरों के ...
👫हमसफ़र भी कम होते हैं....

Share On Whatsapp

Pyar Tera Bhula Na Paunga
Mai Hu Pardesi Laut Aaunga..
Message Toh Tere Delete Kar Diye Maine,
Lekin Teri Yaadein Kahan Chhupaunga..!

Share On Whatsapp

दर्द कितना खुशनसीब है जिसे पा कर लोग अपनों को याद करते हैं, दौलत कितनी बदनसीब है जिसे पा कर लोग अक्सर अपनों को भूल जाते है !

Share On Whatsapp

चल आ तेरे पैरो पर मरहम लगा दू ए मुकदर!!!!
कुछ चोट तुझे भी आई होगी, मेरे सपनो को ठोकर मारकर...!!!

Share On Whatsapp

Suna Tha Dil samandar Se Bhi Gehra Hota Hai....!
Phir Kyun Nahi Samaya Iss Mein Koi Aur Uss Ke Siwa....

Share On Whatsapp

sadma toh hai mujhe bhi ki tujhse juda hu main..
lekin ye sochti hu ki ab kya teri hu main..
bikhra pada hai tere hi ghar mera wajood
bekar ki mehfil me tujhe dundhti hu main..
kis kiska nam lau zaban par ki tere sath..
har roz ek saksh naya dekhti hu main
na jane kis ada se liya tune mera nàm.
duniya samjh rahi hai k sab kuch teri hu main
Shared by broken heart

Share On Whatsapp

उसका हँसकर 'नज़र' झुका लेना
सारी शर्तें क़ुबूल हों जैसे..
कितनी दिलकश है उसकी 'ख़ामोशी'
सारी बातें फ़ुज़ूल हों जैसे..!!

Share On Whatsapp

ना जाने कितने दर्द समेटे, जिगर में अपने,
चली जा रही है जिंदगी, दबे पाँव, हौले हौले .

Share On Whatsapp

आ कर 'ख़यालो' में मेरे बाकी जहाँ 'बेख्याल' कर जाते हो..
हमें भी सिखा दो 'हुनर' कैसे ये 'कमाल' कर जाते हो..!!

Share On Whatsapp

हमारी नीदं भी बडी बेरवाह हो गई है;
तेरी ही तरह कही जाकर छुप गई है!!

Share On Whatsapp

बेशुमार सा कुछ लिखना था..
मैने तुझ पर 'एतबार' लिख दिया..!!

Share On Whatsapp

सच्ची है मेरी मोहब्बत आज़मा के देख लो,
करके यकीन मुझ पे मेरे पास आ कर देख लो,
बदलता नहीं सोना कभी अपना रंग,
जितनी बार दिल करे आग लगा के देख लो।

Share On Whatsapp

Bin Aapke Kuch Bhi Aacha Nahi Lagta,
Ab Mera Wajood Bhi Saccha Nahi Lagta.

Sirf Aapke Deedar Ke Intezaar Me Kat Rahi Hai Zindagi,
Warna Kabki Maut Ki Aagosh Me So Jati Ye Zindagi,

Laut Aao Ke Aapke Begair Ek Lamha Nahi Kat Ta
Bin Aapke Kuch Bhi Accha Nahi Lagta.

Share On Whatsapp

Dukh apna agar hum ko batana nahin ata,
Tum ko bhi to andaza lagana nahin ata..

Share On Whatsapp

Taras gaye apke deedar ko,
phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai,

humse khusnaseeb to apke ghar ka aaina hai,
jo har roz apke husn ka deedar karta hai.

Share On Whatsapp

Log kahte hai ki
inteijar ka phal mitha hota hai.

Lekin mere bhai kabhi inteijar mat karnaa koun ki
inteijar ka phal bohot bura hota hai (trust me)

Share On Whatsapp

Zindagi Ka Raaz Maine Mohabbat Me Pa Liya,
.
.
Jiska Bhi Gam Mila Apna Bana Liya,
.
.
Sunane Ko Mila Koi Dastaan-e-gam,
.
.
To Aaina Samne Rakh Khud Ko Suna Diya…

Share On Whatsapp

Arz kiya hai ..
.
.
2 week se jada khansi ho
toh T.B ban jati hai
.
.
2 week se jada khansi ho
toh T.B ban jati hai
.
.
.
.
time pe girlfried nahi badlo
toh Biwi ban jati hai.. :-P :-D

Share On Whatsapp

Ye Khushbu Ye Hawa tere Naam Kar Di
.
.
Mousam Ki Har Ada tere Naam Kar Di
.
.
Dil Ne Chaha Ki aaj Kuch Khaash Tohfa
Du tumhe..
.
.
To Dil Se Nikli Har Dua tere Naam Kar

Share On Whatsapp

Mahak dosti ka kisi ishq se kam nahi hota,

ye duniya is hq pe khatam nahi hota,

agar sath ho zindgi mein aap jaise sache dosto ka

to ye zindagi kisi jannat se kam nahi hota!

I LOVE YOU TOO

Share On Whatsapp

Kisi k dil mein bas jana bura to nhi, kisi ko dil mein basa lena khata to nhi, zamane ki nazar me ye gunaah h to kya hua.zmane wale insan h khuda to nhi.

Share On Whatsapp

Jindgi kisi ko mohbat nhi hoti, pyar sirf jazbat nhi hoti,
Kuch toh khyal aaya hoga god ko,
Warna u hi aapko humse mulakat nhi hoti


Share On Whatsapp

Sazaa ke jhailnay wale yeh sochna hai gunaah,
Koi qusoor bhi tujh se kabhi hua ke nahin..

Share On Whatsapp

Dil Me Baat Har Kise Ko
Batai Nhi Jaate, Ghar Walo
Ko Bhi Khi Nhi Jaate,
Par Yar Dost To Aaina
Hota Hai, Aur Aaine Se Koi
Baat Chupai Nhi Jaate Hai!

Share On Whatsapp

Ab jiss tarff se chaahe guzar jaye kaarvaan,
Veeraaniyan to meri dil main utar gayin..

Share On Whatsapp

Kissi ke shor se jaaga kare koi kahin,
Kahin khamoshi kisi ko sone nahi deti..

Share On Whatsapp



Hindi Status

Shivratri Video Status Valentine day Status 2 Line Status Hindi Shayari Status Images Hindi Status Hindi Status Images Sad Hindi Status Facebook Status Funny Hindi Status Romantic Hindi Status Goodlines Thoughts Status Love Hindi Status Sad Hindi Status New Hindi Status Rakshabandhan Hindi Status Whatsapp Hindi Status Hindi Attitude Status Hindi Shayari Funny Hindi Jokes Romantic Hindi Status Pappu Funny Jokes

Punjabi Status

Punjabi Video status Punjabi Status Dharmik Video status Punjabi New Status Punjabi Status Images Gurpurab Status Punjabi Jokes Punjabi Attitude Status Punjabi Shayari Punjabi Gaint Status Punjabi Fonts Status Punjabi whatsapp Status Punjabi Songs Lyrics

Video status

Independence Day Video status KRISHAN Janmashtami Video Status Christmas Video Status RAP Video status EID VIDEO Status Republic Day Video Status Birthday Video Status Hindi Old Song Status Diwali Video status Sad Video status Maa Video status Punjabi Sad Video status Motivational Video status Dharmik Video status Mahakaal Video status Punjabi Video status Rakhi Video status

More Categories