Broken Relationship Status Lines And Quotes in Hindi |Gilashikwa Dhokha Status Shayari For Lovers
Affair Status In Hindi
Hamare Chale Jaane Ke Baad Yeh Samandar Ki Ret Bhi Tumse Pucha Karegi,
Kahan Chala Geya Woh Shakhs Jo Tanhai Mein Aa Kar Bas Tumhara Hi Naam Likha Karta Tha Copy Status
Share On Whatsapp
Meri Chahat Ka Sar-e-Aam To Charcha Na Karo,
Kam To Pehle Bhi Nahin Aur To Ruswa Na Karo! Copy Status
Share On Whatsapp
Kaun Rota Hai Kisi Aur Kee Khaatir Ai Dost,
Sab Ko Apni Hi Kisi Baat Pe Rona Aayaa! Copy Status
Share On Whatsapp
Log Kehte Hain Ki Badnaami Se Bachna Chahiye,
Keh Do Be Is Ke Jawani Ka Maza Milta Nahi! Copy Status
Share On Whatsapp
Aksar Sukhe Hue Honthon Se Hi Hoti Hai Meethi Baatein,
Pyaas Bujh Jaye To Alfaz Aur Insaan Dono Badal Jaya Karte Hain!
Copy Status
Share On Whatsapp
Zara Sa Jhooth Hi Keh Do Mujh Bin Tum Adhure Ho,
Tumhara Kya Bigadta Hai Bas Phir Se Mukar Jana! Copy Status
Share On Whatsapp
Phir Apne Aap Pe Us Ko Hijab Aata Hai,
Thirkati Jheel Pe Jab Mahtab Aata Hai,
Dikhaiye Na Humein Aap Mausami Aansu,
Ki Ye Hunar To Humein Be-Hisab Aata Hai! Copy Status
Share On Whatsapp
Ai Maut Aa Kar Humko Khamosh To Kar Gayi Tu,
Magar Sadiyon Dilon Ke Andar Hum Gunjte Rahenge! Copy Status
Share On Whatsapp
Hua Hai Chaar Sajdon Par Ye Dava Zahidon Tum Ko,
Khuda Ne Kya Tumhare Haath Jannat Bech Dali Hai!
~ Daagh Dehlvi Copy Status
Share On Whatsapp
Dil Bhi Toda To Salike Se Na Toda Tumne,
Bewafai Ke Bhi Aadab Hua Karte Hain!
Copy Status
Share On Whatsapp
Main To Barbaad Ho Geya Hun Magar;
Ab Kisi Aur Ko Kabhi Aasra Mat Dena! Copy Status
Share On Whatsapp
Tujhe Paane Kee Chahat Itni Badh Gayi Ki Apno Kee Mohabbat Bhool Geya,
Inkaar Karke Bada Gunaah Kiya Tune Main Meri Sharafat Bhool Geya! Copy Status
Share On Whatsapp
Pahle Is Mein Ik Adaa Thi Naaz Tha Andaaz Tha,
Roothna Ab To Teri Aadat Mein Shaamil Ho Geya! Copy Status
Share On Whatsapp
Ajnabi Ban Ke Miloon Ga Main Tujhe Mehfil Mein,
Tu Ne Chedi Bhi To Main Baat Badal Jaaon Ga!
Copy Status
Share On Whatsapp
Kissi Harf Main Kisi Baab Mein Nahi Aaye Ga,
Tera Zikar Meri Kitab Mein Nahi Aaye Ga! Copy Status
Share On Whatsapp
Chalo Hum Galat The Ye Maan Lete Han Ai Zindagi,
Par Ek Baat Bata Kya Woh Shakhs Sahi Tha Jo Badal Geya Itna Kareeb Aane Ke Baad! Copy Status
Share On Whatsapp
Itne Kahan Masroof Ho Gaye Ho Tum,
Ki Aaj-Kal Dil Dukhane Bhi Nahi Aate!
Copy Status
Share On Whatsapp
Tumhari Har Ek Baat Bewafai Ki Kahani Hai,
Lekin Teri Har Saans Meri Zindagi Ki Nishani Hai,
Tum Aaj Tak Nahi Samajh Sake Mere Pyaar Ko,
Isliye Mere Aansu Bhi Tere Liye Paani Hain!
Copy Status
Share On Whatsapp
Kis Qadar Mushkil Hai Yeh Zindagi Ka Safar,
Khuda Ne Marna Haram Kiya Logon Ne Jeena! Copy Status
Share On Whatsapp
Aata Hai Yahan Sab Ko Bulandi Se Girana,
Wo Log Kahan Hain Ki Jo Girton Ko Uthaye! Copy Status
Share On Whatsapp
Hamari Rooh Main Na Samaye Hote To Bhool Jate Tumhe,
Itna Kareeb Na Aaye Hote To Bhool Jate Tumhe,
Ye Kehte Hue Ki Mera Talluq Nahin Tumse Koi,
Ankhon Main Aansu Na Aaye Hote To Bhul Jate Tumhe!
Copy Status
Share On Whatsapp
Koi Betaab, Koi Mast, Koi Chup, Koi Hairaan;
Teri Mehfil Mein Ek Tamaasha Hai Jidhar Dekho!
Copy Status
Share On Whatsapp
Tu Nahi To Ye Nazara Bhi Bur Lagta Hai,
Chaand Ke Paas Sitaara Bhi Bura Lagta Hai,
La Ke Jis Roz Se Chhoda Hai Tumne Bhanwar Mein Mujhko,
Mujhko Dariya Ka Kinara Bhi Bura Lagta Hai!
Copy Status
Share On Whatsapp
Ro Ro Kar Dhoonda Karoge Ek Din Mere Jaise Tang Karne Wale Ko,
Chale Jayenge Hum Ek Din, Kisi Khoobsurat Kafan Ka Naseeb Ban Kar!
Copy Status
Share On Whatsapp
Gunah To Bahut Hue Humse Zindagi Mein,
Shukar Raha Khuda Ka Ki Mohabbat Nahi Hui! Copy Status
Share On Whatsapp
Kitne Majboor Hain Hum Taqdeer Ke Haathon,
Na Tumhe Paane Ki Aukat Rakhte Hain Na Tumhe Khone Ka Honsla! Copy Status
Share On Whatsapp
Chhod Di Khwahishe Saari Jo Tujhe Pasand Na Thi,
Tum Na Mile To Kya Hua Teri Khwahish To Aaj Bhi Poori Karte Hain! Copy Status
Share On Whatsapp
Marne Ke Naam Se Jo Hothon Pe Rakhte The Ungliyan,
Afsos Wahi Log Mere Dil Ke Qatil Nikle! Copy Status
Share On Whatsapp
Kehte The Hum Dono Ki Reh Nahi Sakte Tumhare Bina,
Bas Hum Dono Hi Reh Gaye Magar Wo Vaada Na Raha! Copy Status
Share On Whatsapp
Ajnabi Rehna Hi Theek Hai Is Duniya Mein,
Bahut Taklif Dete Hain Log Aksar Apna Bana Kar!
Copy Status
Share On Whatsapp
Hindi Status
Punjabi Status
Video status