HINDI SHAYARI-DARD Shayari LINES in Hindi HEART Touching shayari FOR Whatsapp AND Facebook |यहा आपको हिंदी मे लिखी शायरी Lines ही मिलेगी |जो आपको पसंद आएगी |अगर आपको पसंद आए तो Share करे | Thanks For Visiting Hindi Shayari Page
You are searching New Shayari IN Sad Love And Romantic Here is Unlimited HINDI Shayari Lines For Your Love And Feeling. All Type HINDI SHayari Status Updated Daily, I Hope You Like HINDI Shayari Daily Updated
Bichde hue logon ki ek baat rula deti hai,
Har jane wali raat rula deti hai,
Waise to hum dil ke badey pakkey hain,
Bas kabhi-kabhi kisi ki yaad rula deti hai.
Koi dost aisa banaya jaye,
Jiske aansu ko palkon mai chupaya jaye,
Rahe uska mera rishta kuch aisa,
Ki agar woh rahe rutha toh humse bhi muskuraya na jaye.
Itni peeta hun ki madhosh rehta hun,
Sab kuch samajhta hun par khamosh rehta hun,
Jo log karte hain mujhe girane ki koshish,
Mai aksar unhi ke sath rehta hun.
मैं भले ही वो काम नहीं करता
जिसमे खुदा मिले
पर वो काम जरूर करता हु,
जिससे दुआ मिले,
इंसानियत दिल में होती है,
हैसियत में नहीं,
उपरवाला कर्म देखता है,
दौलत नहीं..
🙏🙏 सुप्रभात।।
Kabhi kabhi dosti me b duriya aa jati h,
Phir b succhi dosti dilo ko milati hain,
Voh dost hi kya jo kabhi naraj na ho,
Par succhi dosti hi dosto ko manati ha
Jinhe chaho dil se unhe dil ke pas rakhna,
Har pal har mod par inhe khas rakhna,
Najuk hote hain ye dosti ke rishte,
Kbhi tut na jaye isliye inpe vishvas rakhna
Dosti mein dooriyan to aati rehti hain,
Phir bhi dosti dilon ko mila deti hai,
Woh dost hi kya jo naraz na ho,
Par sachhi dosti doston ko mana leti hai!
चुपके चुपके पहले वो ज़िन्दगी में आते हैं,
मीठी मीठी बातों से दिल में उतर जाते हैं,
बच के रहना इन हुस्न वालों से यारो,
इन की आग में कई आशिक जल जाते हैं.