ਸ਼ਾਇਦ ਹੀ ਕੋਈ ਮਿਲੇ ਤੈਨੂੰ ਮੇਰੇ ਵਰਗਾ ,
ਜੋ ਤੈਨੂੰ ਪਿਆਰ ਵੀ ਕਰੇ ਤੇ ਇੱਜ਼ਤ ਵੀ ਦੇਵੇ .
Share On Whatsapp
Aap pehlu main jo bethen to dil thaam ke bethen,
Dil-e-betaab ko aadat hai machal jaane ki..
Share On Whatsapp
Pappu ro raha tha.
Papa: Kyon ro rahe ho?
Pappu: Mere 100 rupaye gum gaye.
Papa: Koi baat nahin. Yeh lo 100 rupaye. Ab inhe sambhal kar rakhna.
Ab Pappu aur jorse rone laga...
Papa: Ab kya hua?
Pappu: Pehle pata hota to 1000 rupaye kehta.
Share On Whatsapp
Teacher: Pappu, Taj kaun se shahar me hai.
Pappu: Mumbai mein.
Teacher: Arre murakh, Taj to Agra mein hai, bewakoof kahi ka!
Pappu: Toh aapko bolna chaahiye ki hotel ya maqbara?
Share On Whatsapp
Teacher: Pappu, batao. ‘Eiffel Tower’ kidhar hai?
Pappu: TV mein. Maine kal hi tv pe dekha.
Teacher: Kambakht. Mein city ki baat kar raha hoon..city ki. Woh ‘paris’ mein hai.
Pappu: Sorry sir.
Teacher: Ab batao ki ‘niagara falls’ kidhar hai?
Pappu: Mere mobile mein. Dekho yeh photo!
Teacher: Arey badmash. Mein country ki baat kar raha hoon country ki.
Pappu: Sorry sir.
Teacher: Yeh batao ki ‘statue of liberty’ kidhar hai? Aur iska jawab theek se dena.
Pappu: Paani mein!
Share On Whatsapp
Pappu Ki Maa – Aji sunte ho, baju wali Pinky 99% marks lekar class mein first aai hai ?

Pappu ke papa – Achchha ! baki ke 1% marks kahaa gaye ?

Pappu Ki Maa – Wo hamara Pappu le aaya hai .. !!!
Share On Whatsapp
Pappu Doctor ke pas gya!
Doctor: Kaun sa group hai apka?
Pappu: Azad parinde!
Doctor: Are Blood Group puchh raha hu
Facebook ki aulad!
Share On Whatsapp
अध्यापिका- मुझे बच्चों की शक्ल से पता लग जाता है कि उनके दिमाग में क्या चल रहाहै?
.
.
पप्पू- फिर भी आप अपना दुपट्टा ठीक नहीं कर रही हो!!😜
Share On Whatsapp